Achche ne achcha jana mujhe, bure ne bura jana mujhe, jiski jaisi soch thi baisa hi pahachana mujhe..
Kisi ki achchai ka itna bhi fayda na uthayen ki vo bura banne ko mazboor ho jaaye.
Safal hone ke liye safalta ki iksha asafalta ke bhay se adhik hona chahiye.
Apne andar se ahamkar ko nikaalkar swayam ko halka karen, kyuki uncha vo uthta hai jo halka hota hai.
Duniya ka sabse badha nuksaan vo hai jab kisi ki ankho me ansu hamari bajah se aaye. aur duniya ki sabse badhi uplabdhi vo hai jab kisi ki ankho me ansu hamare liye ho...
Insaan ko kathinayiyo ki avashyakta hoti hai, kyuki safalta ka anand uthane ke liye ye jaruri hai.
Ajkal vyavhaar aur dosti hajar ke note ki tarah ho gai hai, dar lagta hai kahi nakli na ho...
uval itna bhi na ho ki khoon sukhkar udh jaaye, dhairya itna bhi na ho ki khoon jame to khoul bhi na paaye.
Jo doge bahi loutkar aayega chaahe vo ijjat ho ya dhokha.
Us insaan se dosti mat karo Jo apni maa se unchi aawaz me bat karta hai, Kyoki jo insaan apni maa ki izzat nahi karta Bo tumhari izzat kya karega.,. G7
Kisi bhi vyakti ki sahanshilta ek khiche hue rabad ki tarah hoti hai, Ek seema se jyada khich jane par Uska toot jana lazmi hai.,. G7
Jindgi ki hakikat ko bus itna jana hai... Rona hai akele hi, or hasne me zamana hai.,. G7